Bharat mein tamatar ki aasman ko chhune wali kimaton per aam public hi Nahin balki filmi star ki kitchen ko bhi mutasar kiya hai.
Bharat mein tamatar bahut mahanga ho gaya hai jab Shilpa shetti bajar mein jaati hai aur vahan se shopping mall se shopping kar rahi thi unhone tamatar ke pass jakar jab tamatar ko hath lagaya aur unko khyal aaya ki tamatar bahut mahange hain to unhone tamatar per bhi ek video banaa di.
Shilpa Shetty ki tamatar wali video Instagram per viral ho Gai aur jisko Shilpa shetti ke fans ne bahut zyada Pasand Kiya.
Bharat mein tamataron ke mahange Damon per Bollywood adakara Shilpa Shetty ne ek dilchasp video banai Jo viral ho gai.
View this post on Instagram
India ki ek actress Shilpa Shetty ne Instagram per video share ki jismein unhen ek market mein tamatar kharidte hue dekha ja sakta hai.
Video mein dikhaya Gaya hai ki jaise hi actress ne tamatar uthaya to tamatar ne unki mashhur film dhadkan ka dialog tumne mujhe kyon chhua tumhara koi hak Nahin hai mujhmein per jis per adakara ne tamatar ko wapas Rakh Diya.
Bharat mein tamataron ki qeemat 150 se 250 rupaye tak record ki gai hai